What Is Jihad
Smiling In Tough Times,
Keeping Patience In Hard Times,
Struggling For Good Deeds,
Taking Care of Old Parents,
Forgiving… Is Jihad
Jab Lagay Kamanay To Samaj Aya,
Shoq To Maa Baap Ke Paison Se Puray Hotay Thay,
Apne Paison Se To Zarooratain Bhi Puri Nahi Hoti.
Wo Konsa Waqt Hota Hai Jab,
Bhai Bhai Ka Nahi Rehta,
Beta Baap Ko Nahi Pehchanta,
Maa Beti Ko Bhool Jati Hai,
Beta Maa Ka Nahi Rehta…??
Ans: Jab Sindhi Ki Shadi Me Awaz Aati Hai,
“Acho Mani Lagi Wai” 🙂
Nabi-E-Kareem (S.A.W.W) Ne Farmaya:
Jo Apne Waldain K Liye Dua Karna Chorh Deta Hai,
Us K Liye Rizq Tang Kar Diya Jata Hai.